Tuesday, December 21, 2021

Kambakht

Amma appa rahbar behna ko chhod aaya jannah ke raaste, dekh aaya qayamat ke din.
Jahannum ke taraf muda to peeche se  aawaz aaya, "Chal yaar, aaya main tere saath".

Aakhri din beeta sirf firaaq ka intezar mein
Gulaab ka ek phool le aaya kahi se
Shukriya kah diya unhone rote haste
Kambakht chillaya peeche se " Bhabhiji namaste"

No comments:

Post a Comment