Lachaar duniya mein charagh-e-guroor laaya hoon
Meri qayamat fir bhi dozakh mein hai
Meri kismat mein do zakhmein hai
Tu jo muntazir dozakh mein hai
Awara ashiq mujhe kahe log tum amir ban fir rahi ho
ae taajira - e -pyaar tune mera pyaar kyun bika diya
Naam mera sunte hi log angaar thookte hai mujh par
ae masiha - e - imaan tune mera imaan kyun luta diya
Tarqeeb - e - maut galat tha lekin harf-e-zahar tha tumhara
ae kashida - e - rooh tune mujhe fanda kyun thama diya
Waqt -e- janaaza-ba-dosh hai 4 log tak nahi dikh rahe
ae kaatiba - e - wajood aisa bhi kya naam mita diya
Nasamajh hoon isse waaqif ho jana chahiye tha aapko
Meri taareef - e-samajhdaari ko bech bhi paa rahe ho tum?
Na eenth uthane ki kaabiliyat na ghar chalane ki haisiyat
Mere awaargi ko masroofiyat dikhla rahe ho tum?
Begaane aashiq tumhare liye jaan de ko tayar ho jaye, theek
Meri saadgi ko deewaangi bata rahe ho tum?